Kya apka Website / Blog WordPress par hain ? Kya Apne kavi apne WordPress website ki security ke bare main socha hain? Aagr nehi to ab soche. Forbes ke Mutabik Every day 30,000 se vi jayada Website hack hota hain. To aise me apke samne sabse bada challenge ata hain ki ap apna website hacking se protect kaise karenge. Jaydatar jo WordPress website Self hosted hota hain unpe jayda attack hota hain. Agar apka WordPress Website vi Self Hosted hain or Agar ap avi vi unka Security pe koi kam nehi kiya then Apka site hack hosakta hain. [You May Also Like: Website ka SEO Score Check kaise kare ]
Avi ap Soch rahe hoonge, Website Blog Ko Hack Hone Se Kaise Bachaye ?
Don’t Worry Agar ap Apni site ka Security pe thoda kam karenge to apka site hack honese bach jayega. Aha is post me maine 10 tips bataya hain jinke jariye ap apne Website ko Hacking se bacha sakte hain.
10 Tips to Protect WordPress Website from Hackers
Niche maine 10 Hacking se Hone wale Sambhabit Point Ke bare main Discuss kiya hain. Or Uska hal vi bataya hain. Niche digaye sari information WordPress site Security keliye Bohat Vital hain Isiliye ap niche digaye Points ko Achhe se read kare. Then apne Site par Implement kare.
1. Change Login Page URL
Agar Apke site ka Login Url Change kare. Har wordpress site ka Default Admin panel ka Url hota hain Wp-admin to Koi vi hacker Iske jariye apke site ka Login page me poch sakta hain And Attack karsakta hain . To Apko Is Url ko Customize karna padega taki Hackers apke site ke Admin Panel Tak na pohche Iskeliye Bohat sare Plugins ata hain. Mian personally WPShideLogin Recommend karunga.
2. Use Limit Login Attempts
Site Me Limit Login attempts Plugin install kare taki Koisi ko vi agar apke site ka Admin Panel URL mil jata hain or apke site par login karneki kousis kousis kare to apko Email mil jayega . Agar apko Limit Login Attempts ke bareme bistar me janna hain to is Post ko read kare( How and Why you should Limit Login Attempts in your WordPress) Limit Login Attempts keliye Sabse Badiya Plugins hain LoginLockDown .
3. Always Use Strong Password
Strong Password Use kare or Jiska leanth grater than 12 ho. Ap Kisi vi Password Generator se aisa password asani se banasakte hain. Strong Password Generator is tool se ap Badi asani se Strong password Generate karsakte hain.
4. Backup Your Website Regularly
Hamesha Apkepas apke site Ka Backup hona cahiye. Isse agar apka Site kavi vi hack ho jaye to ap Easyly Backup ke through apna Website / blog recover karsakte hain. Backup keliye Sabse jyada use hone bale Free Plugin hain Updraft .
5. Use Third Party Form for Contact page
Agar Apke Contact Page main Ya fir Kisi Page Inbuilt Form hain to Usse Remove kare Ku Ki Hacker Us Form ke jariiye Vi Attack (Isse SQL Injection Attack kehete hain) karsakte hain . Ap Form keliye Kisi third party Form Builder se banaye (Example: Google Form, Jot Form etc.).
6. Don’t Miss any Application, Theme and Plugins Update
Jab vi apke Pas WordPress Application (Application it self), Themes and Plugins ka update aye tab Update karlijiye. Isse kya hota hian ki Jo vi problem Previous version me koie bug reheta hain to wo Bug Update kijariye Thik hojata hain.
7. Never Use Nulled Themes and Plugins
Kavi Nulled Themes ya Plugins use na kare. Nulled themes ya plugins ke anadar Bohat jyada Bug hota hain Or isse apaka Site hack honeka chances badh jate hain. Jab Vi ap Koi Plugins ya Themes Install kare tab unki User rating dekhlijiye. Or Serf Authority and Trusted Plugins use kare.
8. Disallow file editing
Yadi koee Hacker aapake WordPress admin Dashboard par Enter karata hai to vo aapakee WordPress installation ka hissa hain jo kisee bhee Filw ko Edit kar sakate hain. isamen sabhee plugins aur ththemes shaamil hain
Agar ap File Edit Disallow karte hain to agar Hacker apke Dash board me ake vi File ko edit nehi kar payega. Iskeliye apko Niche digaye code ko wp-config.php file me add karna hoga.
[code]define(‘DISALLOW_FILE_EDIT’, true);[/code]
9. Remove your WordPress version number, Themes and Plugins name
Hackers apke Site me Wordpres ka Konsa Version hain wo Bohat asani se nikal sakte hain. Isse Un logo ko Application ka Weakness ke bare main pata lagta hain. Hamesha apna WordPress Version, Themes and Plugins name hide rakhe. Unkeliye ap Upar digaye Plugin use karsakte hain.
10. Use SSL to encrypt data
Agar Hosake to SSL Website par SSL Use kare Issse apk Admin Panel Secure ho jayega. Bohat sare Hosting Provider Hosting ke sath sath SSL vi provide karta hain to ap Asani se SSL kam le sakte hain.
Last Word
Ant me Ahi Kehena cahunga ki ap Site ke security par Pura Dhiyan de jaise ap SEO me dete hain. Or Hope Ki apki Site kavi hack na ho. Happy Blogging :raised_hands:
you have shared nice information . sir thanks.
i have just recently come out over my hacked blog.
i know how is it very painful situation for us.
Its a wonderful post and very helpful, thanks for all this information. You are including better information regarding this topic in an effective way.Thank you so much
THANKS Philips , Keep Visiting 🙂
Bahut Acchi Jankari Hai Website ko Hack Hone Se bachane ke liye.
Thanks For Sharing this Guide 🙂